Data ko ek vyakti se dusare
vyakti tak send va receive karma hi data communication kahalata hai.
Data ko send karne vale ko
preshak yaa sender kahate hai jabki use prapt karne wale ko praptkarta yaa
receiver kahate hai.
Sampurna communicatin
technology isi par depend hoti hai present time me kisi bhi computer ko vishva
/world me sthit kisi bhi computer se joda jaa sakata hai is prakar suchnaao ka
aadan pradan saralata evam tivrata ke saath
kiya jaa sakta hai.
Is prakar se ek hi computer se kai computers ko jodne ki process
computer networking kahalaati hai.
No comments:
Post a Comment
SUKHENDRA COMPUTER