Word pad document ready karne
me use kiya jaata hai .
Yah ms word ki tarah hota
hai, word pad me application yaa letters type kar sakte hai. Word pad ko open
karne ke liye start button par all program se accessories option ko select
karte hai. Jha par word pad icon ko click karke word pad ko open kiya jaa sakta
hai.
Word pad window me open hone
par menu baar, tool, formatting toolbar and ruler bar available hate hai.
No comments:
Post a Comment
SUKHENDRA COMPUTER