Printer ek hardcopy provide
karne waala output device hai, jisaka
use paper par computer ke dvara send kiye gaye data ko sthayi roop se print
karne ke lie use kiya jaata hai. Display
device me kuchh weakness thi jaise ek baar me keval seemit data ka display hona
printer ke madhyam se yah samsya solve kar li gayi isme online/offline ek saath
kai pages ko ek kram me print kiya jaa sakata hai.
Types of printer
Generally roop se use waale
mukhyatah two type ke printer hote hai.
01. impact printer.
02. non impact printer.
i.
Impact printer:-
Printing
ki yah technology type writer ke samaan hi hoti hai.
Jisame dhaatu ka ek timer
hota hai jiske madhyam se kisi paper par hard print out nikalata hai kisi print
out ko nikalne ke liye is timer ko rib ke maadhyam se takraya jaata hai. Impact
printing me character ko dot matrix vidhi ke dvara print kiya jaata hai.
Types of impact printer
a.
dmp:- dot matrix
printer.
b.
Daisy wheel
printer.
c.
Line printer.
Types of line printer
i.
chain printer.
ii.
Drum printer.
iii.
Band printer.
Note:- in sabhi printer’s me
present time me sabse adhik use hone waala printer DMP hai.
03. NON-impact printer:-
In
sabhi printer’s me printing ki vidhi printer’s ke anusaar badalti gayi hai.
Kuchh NON- impact printer nimn hai:-
i.
inkjet printer:-
yah printer non-impact printer kaa sabse bada udaharan hai jisme ek
nosel ke madhyam se paper par syaahi ke bundo k chhidak kar ke character ki ek
aakriti ko print kiya jaata hai.
ii. laser printer.
No comments:
Post a Comment
SUKHENDRA COMPUTER