Ms windows power point ads fuEu versions ads gksrs gSa%&
01 1993 power point 4.0
02 1995 power point 7
03 1997 power point 97
04 1999 power point 2000
05 2001 power point 2002
06 2003 power point 2003
Working with power point
1.
open power point
presentation:-
power presentation ko open kare ke liye nimn steps ka ue karte hai :-
i.
power point start
karte hai .
ii.
file menu se open
option click karte hai .
iii.
jisse ek dialog
box open hota hai is dialog box me jis presentation ko open karma hota hai use
click karke ok button par click karte hai .
save presentation
kisi presentation ko save
karne ke liye nimn steps ka use karte hai:-
1. file menu me save option ko click karte hai.
2. file menu ko enter karte hai.
3. save button par click karte hai aur ok button par
click karne se presentation save ho jaati hai.
Close the presentation
Kisi presentation ko close
karne ke liye file menu close option par click karte hai jisse ek dialog box
aata hai jisme yes or no two option hote hai yes karne se file save ho jaati
hai and no karne se file cloe ho jaati hai.
Exit power point
Power point ko exit karne ke
liye file menu se exit option ko click karte hai.
Creating a new presentation
Power point me presentation taiyar karne ke bahut option
hai, iske kuchh basic option nimn hai:-
1. auto contain wizard:-
Auto
contain wizard ka use tab kiya jaata hai jab pahle se bane huye presentation ka
use karma hota hai
Is tarah ke wizard me user
syam ke color va font set kar sakata hai athawa uplabdha color ya font ka use
kar sakata
Auto contain wizard ka nimn
type se use karte hai:-
i. file menu me click karke general optin ko click karte
hai.
j. Auto contain wizard option par click par karte hai
jisse presentation open hota hai.
k. Open hone waale wizard me data input karte hai.
l. File menu se ise save karte hai aur use view karte
hai.
2.
design templets:-
power point me
bahut se templets upalabdha hote hai in templates me color aur font aur deign ,
structure pahale se available hote hai. Design templates ko use karne ke liye
nimn steps ka use karte hai:-
i.
file menu new
option se design templates option par click karte hai.
ii.
Jisse sabhi
design ka dialog box open hota hai is dialog box me kisi ek design ko select
karke ok button ko click karte hai.
iii.
Sabhi slide ke
layout ko scroll karke display kiya jaata hai isme kisi ek slide ko select
karta hai.
iv.
Title option par
title yaa other option ko select kiya jaa sakata hai.
Aur
is tarah se ek se adhik slide ek saath select kiye jaa sakate hai slide ko save
karne ke liye file menu se save option par click karte hai.
3.
blank
presentation:-
is
presentation ke antargat usre blank slide ka use kar sakata hai. Ise nimn type
se use karte hai:-
i.
standard toolbar
par new option par title slide ke liye layout ko select karte hai tatha yaha
par title avam other sentence ko type karte hai.
ii.
Isi tarah se
unslide ki bhi select kiya jaa sakata hai aur aavshyak data ko type karne ke
baad ise file menu se save kar dete hai.
No comments:
Post a Comment
SUKHENDRA COMPUTER